duniya kaha se
kaha pahuch Gayi.
par logo ki soch
nhi badli,
mosam badla
raat gayi sham
hui subha ayi
par fir bhi soch
nhi badli
karona aya
or ek pal mein
esi soch le aya
ki bar bar har koi
mask le aya
.
adhe se jada
bimari karona
se hui
baki sochne se
par Soch nhi badli