koshish karna yeah hi
zindagi hai
jo karna hai uss par
dhiyan do, Jo nhi karna
hai USS par same kharb
mat Karo,
date raho apni koshshish mein
apni haar mein bhi jeet Ka wishvas
rakho,
koi kya sochta hai
yeah Soch kar mat
ruku,
varna Age kese jaoge
koshish karna hi to
zindagi hai
yeah baat fir bhala
kese bata paoge