kala ko na davaya kare
talent hai to usko na chupaya
Kare, balki vo kare jisse log
apse kuch shikh paye, or unko
bhi piredna hasil Ho, unke undar
Ka bhi atmwishwas aye ki jab
yeah kar sakta hai to mein qu nhi
Ho sakta hai apki vajh se kisi ki
zindagi bhi sahi disha mein savar jaye