Khud ko itna bhi maat bandh tu
Ki koi haath bhi na pkd paaye tera
Mukadar tere hath meh nahi
Pr aaj to hai naa !?
Jeena hai zindagi ko
Pr kab pata nahi !!
Khud ko Krna hai khud se aazaad
Pr kab pata nahi
Janti hu safar lamba hai pr
Khud ko kisi k hvale kr k to dekh
Soch kr phir ..swal vahi hai
Pr kab pata nahi !!
- gunj 🕊️