kisi ne mujhe pucha k wo kon hai jis k bina tum itni udaas ho
tb maine jawab diya
"wo mera wo khawab hai jo chah kr bhi pura nhi ho skta"
"wo mere dil ka wo hissa hai jis k bina mera dil adhura hai"
"wo mera wo ehsaas hai jis k bina meri har sansain adhuri hai"
"wo wo hai jis k bina chehre pr hasi hogi pr khushi nhi"

-Lubna

Hindi Shayri by Miss_king : 111821790

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now