kisi ko kitna hi chah lo,kisi ke liye kitna kuchh karlo par who kabhi aapka nahi ho sakta....who kabhi aapko samaj nahi sakta....log pyar me bina kuchh kahe hi sab samaj jaate he par yaaha khamoshiya to dur lafbs bi nahi samaj pate...log nafart pal bhar me jaan lete he lekin pyar ko sabit karne me puri umra nikal jati he...kya kabhi ham ekdusre ko samaj bhi payenge ya nahi....