Kisiki yado me khushee milti he,
Kisiki bato me khushee milti he,
Kisiki nigaho me
Khushee milti he,

Par kisiko to sab mile phir bhi khushee nhi milti,
Jio or Jo he usi me Khush raho,
Choti si duniya me bhi bda dariya chupa hota he khushee ka
Bas dhundhna Ana chahiye...
@Madhuri vaghasana

Hindi Blog by Madhuri Vaghasana : 111417803

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now