Is baar achambhit Aasmaan Suraj se keh raha hoga,
'Kya Vasant aaya hai is baar, dharti vapis hari ho gai,
chidya ki gunguna ne ki awaaz sunai de rai hai,
saagar bhi kai din se mela nai hua,
Aur to aur idhar se 'Himalay parbat' bhi saaf saaf dikhne laga hai!!'
Tabhi Suraj ne javab diya,
'iska luft abhi utha lo mere bhai....insaan ko kab tak rok paoge'
#Spring