Bahot Arzo ke baad ae makam aaya he,
Mera Yaar Jo Mujase ruth ke Chala gaya tha,
Voh fir aek bar mere pass aaya he...
kya batau usko ki...Kya batau usko ki.....
uske jaane ke baad kaha uska yaar jinda rah paya tha.....
jo jinda tha uske samne.....jo jinda tha uske samne....
uske jaane ke baad logo ne usko kabr me sulaya he.....
Real Words From Heart................