Akelapan kia hota hai
mahsush kia hai kia kabhi
shor mai bhi sanatta
mahsush kia hai kia kabhi
hashi ke peeche ke aaunsu ko
mahsush kia hai kia kabhi
jisne use pata hoga kia hota hai
zindagi mai jeene ki wajha ko khtm hote hua mahsush kia hai kia kabhi
bahar ujala hote hua bhi mann ke andar ke andhere ko mehsush kia hai kia kabhi bheed mai bhi akelapan mehsush kia hai kabhi agr kia hoga to pta hoga kia hota hai