Intezar ki fitrat nahi jane ki....
Aur teri fitrat nahi mere pas aane ki
Kaash esa ho ek din
Esa b aaye...
Fitrat tum dono ki badal jaye
Yaa khuda itna kar de mujpar reham
Ki intezar ki ghadiyan ho jaye khatam aur zindgibhar ka sukoon hame mil jaye...?

-- Pearl verma

માતૃભારતી થકી પ્રસારિત થઇ https://www.matrubharti.com/bites/111075298

Gujarati Blog by Patel Ajay : 111075306

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now