Yun to banjar sa tha mera aashiyaan
Mehfil aapke aane se saji
Waqt bewaqt yeh mere halaat hai
Aapka husn jashn-e-sailab ji

Guftgu ho rhi ab hawaano mein bhi
Muskura jaate hai phul kaliyan sabhi

Guftgu ho rhi ab hawaano mein bhi
Muskura jaate hai phul kaliyan sabhi
Kushbo mitti ki ho jaise barsaat mein
Kya samaan aapka husn dikhlaye ji

Husn aisa jo naa ho kabhi itraaya
Jhukti palkon ko zulfon se hi sehlaya
Muskurahat toh unki inayat hui
Khwaab hai ya haqeeqat yeh batlao ji

Gujarati Song by Brijesh Shanischara : 111075210

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now