Itna to mujhe samjh a gaya mein kuch bhi kr lu hoga wahi jo upper wale ne chaha hai. Bohut kosis kr li apni zindagi ki kahani badalne ki lekin tune jo chaha hai hoga wahi. Abar sab tere bhadose hi chod deta hu. Ya to tu bana de mjhe ya to dafna de mujhe
-Koushik B