agar life mein kuch
karna hai, to har
baat ko ignore karna
shikhlo
par zindagi ji nhi
paoge, khush hoke
bhi udasi bhare chehre
se din bitaoge
Age badne valo
ko duniya badne
nhi deti, par unko
karke aap tabhi
dikhaoge jab unki
kisi baat ko dil se na
lagaoge, kuch to
log kahenge OR logo
Ka kam hai kehna
iss baat ko kese
bhulaoge
age badna hai to
unko sabit karna hai
har baat ko ignor karna hai