Waqt se bada Guru kaun
jo sikhaye apna kaun paraya kaun..
sahi kya galat kya waqt ne ye dikhadiya..
jeeban jeene ka tarika bata diya..
chunauti ka saamna karna sikhadiya
Bhatke mann ko sahi raah dikhadiya..
waqt sa guru aur naa duja
waqt ki karti hoon main puja ....