itna aasan nahi hai tumhe bhool jaana keemat bohat chukani padh rahi hai mujhe.

kabhi aansu baha kar
kabhi dil ko tadpa kar
magar phir bhi nahi bhool
paa rahi hu tujhe.

zindagi to jaise azaab ban gye gye hai, wo teri pyar bhari baateain itna tadpa rahi hai mujhe.

English Quotes by Nikhat درد بیان کرتی ہو : 111829561

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now