Gujarta hoon jab bhi Teri galli se
Tere ghar ki aur mudke nahin dekhta Hoon main
tune toda hai tuhi jodega
khudse judke nahin rehta hoon main
band kamre mein aansuon ka bouz bahot hai
ab khwabon ki duniya mein udte nahin rehta hoon main

-Hiren Sodham

Hindi Shayri by Hiren Sodham : 111788699

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now