rista rista mat chilao
ristahi jindgika aadhar hi sahi
swamanbhi koi ahmiyat
rakhta he jindgi jineke lie
ek tukda rotike lie etana
jukna muje hargij gawara nahi he swarthki sab riste dari
koi kishika yaha yar hi nahi
itihas eske gawahi deta he
etna kisike aage mat juko
jindgika bhi koi vajud he yaro
jindgi ek bar milti he
kishike paw ki juti mat ban ne do yaro
ha satya or dharma mat chuko
jio to sar uthake jio
apna bhi koi vajud rakho
shanse jio kisike a dilko
mat tadpao yaro
par apna vajud bhi bachake
kudbhi jio oro ko bhi jinedo .....