Aaj uss boond ke behte ek khyal
aaya,
jaise hi inn saari boondon ko ikattha karke usey sarita, sarovar aur kai saare patra mein sangrah kiya jata hai ..
Kash! Kyun naa yeh pehli baarish ki khushboo ko bhi kaid kar pate!!
Agar aisa mumkin hota , to har wo baarish ka aana bhi itna khas na lagta
To phir kyu na har wo pal ki khushboo ka lutf uthaya jayein
Urmi