Pyar kiya uske didar ko,
jara mukammal to ho jane dijiye;
Kya pata ham rahe na rahe-
Is chhoti si jindgi me,
Us bitate huye hasin pal ko,
Jara mukammal to ho jane dijiye;
Wada kiya use to nibha lijiye,
Jab tak jinda hai ham
Tb tak pyar ko to nibha lijiye.
-vandan♥️