Hamare bich aayi yeh duriya khud iss baat ka sabut hai ke hamare bich kabhi nazdikiya bhi thi...
Maana aaj koi bhi baat muje batana tum zaruri nahi samjte , Par voh bhi ek dor tha jab bina koi baat bataye reh na pate the tum....
Haan! Ab diwaliwali badhaiyo ki bhi ummid tak nahi ki jaa sakti , Abhi tak yaad hai voh minnte jo jaldi sone ke liye rozz kiya karte the tum....
Haan! Nahi bhulna hai muje kiya jo tune mere sath , Par pata nahi kyu reh reh ke yaad aata hai vo sab jo kar na tha hame sath sath...
Nahi mayane rakhti naa voh tarikhe jo aaj tak mene seene me dabaye rakhi hai...
Mana nahi ho sakta hamare bich pehle jese kuchh , par kyaa nahi ho sakta ab bhi kuchh...
Manoge bhi ke in badhti duriyo ki vaja me hargiz nahi hu , Toh bacha kon? Bana lo koi bahana jese aksar banaya karte the tum...
Hamare bich aayi yeh duriya iss baat khud iss baat ka sabut hai ke hamare bich kabhi nazdikiya thi kyuki duriya vahi aati hai jaha kabhi nazdikiya ho...