Quotes by Priyanshu Sharma in Bitesapp read free

Priyanshu Sharma

Priyanshu Sharma

@priyanshusharma8476


*_Maaf karna dusre par ehsan nahi,
balkay apni rooh ko us bojh se azad karna hai jo tumhein aagay badhne nahi deta. Inteqam tumhe wahin rok deta hai,
magar maafi tumhe Arsh tak le jati hai._*🤗

@priyanshusharma

*_Aansuo ka koi wazan nahi hota, magar jab ye khuda ke samne girte hain to naseeb ka sara bojh baha le jate hain._*

@priyanshusharma8476

*_“इतनी” साफ नियत से जियो की_*
*_जब कोई तुमसे कहे_*
*_तुम्हारे कर्म तुम्हे लौटकर मिलेंगे तो_*
*_सुनकर डर नही बल्कि सुकून महसूस हो.😊_*

@priyanshusharma8476

Read More

*_"Apno Se Mila Tajurba Bs Etna Sikhata hai,_*

*_Utna He Milo Kisi Se jo Jitna Milna Chahta Hai"_*

@priyanshusharma8476

*_Humare na hone pe bhi duniya aisi hi hogi_*

*_To duniya ke hone ka bojh lene ki jrurat nahi..!!_*

@Priyanshusharma8476

*Everything is happens for a reason. That a reason causes change. Sometimes it hurts. Sometimes it's hard, But in the end it's for the best..!! 🤗*

Priyanshu Sharma

*_And then i realised -_*

*"Kuch baaton se anjan rehna bhi achaa hain, Sab kuch jaan lena bhi takleef deti hain."*😊


@Priyanshusharma8476

*Zindagi ko samajhne ke liye teen cheezein zaroori hain...*

*_Sabr - Har cheez waqt par hi milti hai,_*

*_Khamoshi - Har jawaab zubaan se nahi hota,_*

*_Nazariya - Soch badlo, toh zindagi badal jaayegi._*

@Priyanshusharma8476

*"जीवन" में ऐसे "दोस्त" होने चाहिए, जो आपको ऐसे "समझ" सकें*

*जैसे*

*"मेडिकल स्टोर" वाला , "डॉक्टर" की "लिखावट" "समझ" जाता है*

Read More

_*कोशिश करे कि किसी के लिए कुछ न करे;*_
_*वरना अधिकतर संभावना है कि सामने से आवाज आएगी-*_
*`"मैने कहा था क्या करने को?"`*

@priyanshusharma8476

Read More