The Download Link has been successfully sent to your Mobile Number. Please Download the App.
Continue log in with
By clicking Log In, you agree to Matrubharti "Terms of Use" and "Privacy Policy"
Verification
Download App
Get a link to download app
Kya linkhu?? Swaal kaee hai, jawaab sirf main hu.. Kya kahu??? Khud se aakhir kya kahun??? Samjhti hu fir bhi nashamjhi krti hu.. Janti hu fir bhi anjaan bn muh mod leti hu... Ehsaas hai mujhe, Mjhe jimmedaar bnna hai mujhe prinda nhi🕊️, aasman bnna haii.... @panchhi
खोज में हूं किसी अनकहे चाह कि, ख़ोज में हूं किसी अंजान अपने कि। शायद! पा लिया है तुझे, फिर ये दूरी क्यों? तुम मेरे हों, तो ये बेरूखी क्यों? जहन-ओ-दिल मे है बेसुमार प्यार, फिर न जाने कौन सी घड़ी का है इंतजार। तुम मेरे हों, तुम्हें कह भी नहीं सकती, तुमसे दूर जाऊ, मैं ये भी कर नहीं सकती। Part-1 @panchhi
सब्र! Sambhal k rkha h chhalktey huyy aansuo ko apni palko pe.... Humesha aise q hota h ? Jisse mohbbat ho usee se ckaytey hoti h... Jo dukh deta h ,marham bhi hm usee k hatho me thamaay hotey h Expectation y nii hoti ki , Ki wo mere liy chaand taare tod laay Ya mera kharcha uthay Bss itna hota h ki kchh aisa n kre jissee mjhe takleef ho... @panchhi
Me to God.. Kya kru ? Kya maangu? Aur kb tk ? Ab nii.... Janti hun glti meri thi, Bt sch to y bhi h ki रज़ा teri thi ! Tu ky chahta h mjhse mjhe nii pta, Bss khud ko mai chahne lgi hun itna pta h.. Kise ne mjhe 'Apna' apne naadani me kaha, To kise ne apni jrurat, mjhe paakar kr 'Apna' kaha, Janti hu y bhi glti meri thi, Lekin sch to y bhi h.. ki रज़ा teri thi ! @panchhi
Tu anjaan ajnabi , pyara sa manjr mera Ek begaani gali n jaane kb apnii bn gaee... Khwab me tum mere, hqiqat me mai tmhre bn gaee.. @panchhi
क्या सही क्या गलत? क्या धर्म क्या अधर्म? अपनी सहूलियत से तुम बदलते, पल में माशा पल में तोला, कथन तुम सत्य करते रिश्तों कि इस अंधेर नगरी में गैरों में मेरी... कमी पूरी करते अपना बन हक जताते! क्या सही क्या गलत इसकी तुम बातें करते, कितने हक से.. तुम बातें करते👏👏 @panchhi
Suljhti huee dor humesha uljh jaati h meri tanhaae mjhse kchh keh jaati h.. Gle lga le khud ko, na soch mere baare me.. Mai aj hu kl nhi, kl nhi fir kbhi ... Tu pyar ka samadra to badal ki garjan bhi Tu aag h to chaww c sitlataa bhi... Bichhdey huyy log yaad aatey h Apne sath baitha, khana khilatey dadaji, spne me aatey h... Kya kahu... Ckh rhi hu mai wqt ki pathshala me.. Haaa! mere hai kchh spne, Fir bhi kchh adhura lgta h... Naa jaane kis chij k hai talaash Sb myth lgta hai... Mujhe nhi aata...khud se ladna Chilla chilla k kehne ka mn krta h.. Ab kise se baat nhi, akele baithne ka mn krta h... @panchhi
Likh rhi hu kahaani, apni jbaanii... Ldkhadatey paaw, housalo me rawaani.. Aankho me aansu, y meri jindgaani.. Likh rhi hu kahaani, apni jbaanii.. N aas , n pehchan meri.. N manjill ,n raah meri... Khuli aasmaa ,hawaay aansu pochhti.. Chaand se baatey kr, zmee pr paaw rkh.. Likh rhi kahaaniii, apni jabaanii...😊😊 -@panchhi
हर एक परिंदे को,घोंसले की ज़रूरत होती हैं। आसमां को छूने कि ताक़त रखने वाला भी, कभी न कभी... थकता जरूर हैं। @panchhi
कभी 1 हजार km की दूरी भी कम थी, अब 10 km की दूरी भी उससे कहीं ज्यादा है। कभी 2 महीने में सब बदल गया था, अब 2 सालो में भी कुछ न बदला। नहीं समझ आया क्या गलत,क्या सही, कौन गलत, कौन सही क्या करू, क्या नहीं , नहीं समझ में आता आज भी... @panchhi
Copyright © 2024, Matrubharti Technologies Pvt. Ltd. All Rights Reserved.
Please enable javascript on your browser