Quotes by Ami in Bitesapp read free

Ami

Ami Matrubharti Verified

@amipatel
(5.4k)

વધારે લાગણી ધરાવતું વ્યક્તિ હંમેશાં એકલું પડી જાય છે..
એ રડી ફરીયાદ કરે તો લોકોને ઢોંગ અને નખરા જ લાગે..
પૈસા કરતાં પ્રેમ પસંદ કરનાર હંમેશા એકલ ખૂણે રડે છે ... કેમકે એનાં સપનાં લાગણીઓ એક માણસ પૂરતી હોય છે..
જ્યારે પૈસાને મહત્ત્વ આપતા માણસને લાગણી પ્રેમ બધું ફાલતુ લાગે છે જ્યારે આવા બે માણસો મળે છે ત્યારે લાગણી વાળું માણસ આજીવન ઘૂંટાઈને જોડે હોવા છતાં એકલતા અનુભવે છે.એનુ દુઃખ કોઇ સમજી શકતું જ નથી ન કોઈને ફર્ક પડતો હોય છે.જ્યારે આવા માણસ તકલીફમાં હોય ત્યારે કોઈ એના સાથે નથી હોતુ.... એટલે પૈસા પાછડ દોડો આજની દુનિયામાં તમારી વફાદારી તમારી લાગણીઓથી કોઈને ફર્ક નથી પડતો

-Ami

Read More

paisa chiz asi hai janab lok biwi bacche or risto ko thukra dete hai iske age fir paiso me sukun aram mahobbat dhundte hai

-Ami

vo pane ki jid se accha usko na pane me hi ajib sukun ki Khushi hai 'ANT ' kuchh khavaishe adhuri ho tubhi jine ka maja mukamal bana rahta hai

-Ami 'ANT'

કોને કહું હું પણ અનુભવુ છું એ લાગણીઓની સોડ
ભિતર ચાલતી દોડા દોડ...આંખો જોતી કોડ
આમ નીંદરમાં આવી સપના ના તોડ..
'ના ' પાડવામાં વ્યથા છે,
તને નથી ખબર અંત: કરણમાં પણ કેટલી તથા છે.

-Ami

Read More

kaya kare hum ladkiya hai jara sa hase tum tana sunte hai tume paraye gar jana hai.. gar ka kam sikho tume paraye gar Jana hai..jince shorts pahente hi ..dupatta karo tume paraye gar jana hai..bahar ghumne Jana hai.. sadi ke bad pati ke sath ghumna.. kal tume paraye gar jana hai..itna mackup mat karo.. kal tume paraye gar jana hai.. kha pike moti hoti jari ho.. thoda vazan kam karo paraye gar jana hai..apni awaz nichi rakha karo kam bola karo paraye gar jana hai..saj dhaj ke laxmi banke ai vo gar.. kapde, bartan, jadu poccha uske singar bane..
kukkd ki tara jagke usne gar ko sabhala gadho ko bhi saram ai jab usne par har insan ko khushkarne ke liye majduri ki sara kam kiya...4 divar ke undar us orat ki ghutan bandh ke reh gai ... galiya khai...mar khai ... tane sune.... log puchhte rahe kesi ho acchi hu kahke kone me jake roti rahi ...pati kahta hai tume kam kya hai pure din gar me hooo...?na kam ki ijjat hai na tumari nokari ki...sas bole gi mera beta thak jata hai..
apne ma bap ko vo suna nai sakti apni kahani kayuki sasural hi ab uska gar hai... man karega tub pati gussa karega .. nikal ja mere gar se .. sas kahegi asa hota rahta hai gar me use gussa aya tha... orat ko hi sahna padta hai....
kaya kare vo bichari orat na sukun hai na ijjat hai na kadar hai fir bhi hasti hai...kone me roti hai...har orat kahina kahi..bahot kuchh sahti hai...tum Jake ak admi ka gar basta hai... fir mi bada besharm hoke vo orat ko hi kosta hai..

-Ami 'ANT'

Read More

paiso ke hai log yaha par apne jajbat kise sunaye..
nazar nahi ata unko humara minnate karna..
nahi dikhai deta unko humara rona..
apne gunaho pe vo majburio ka padta karte hai..
hum fir se chup hoke vahi khamosio ka tamasa dekhte hai..

-Ami 'ANT'

bade acche log mile hai 'ANT' chuhe ki tara fuk fuk ke ghav dete hai ..
pata hi nahi chalta ghav de ke mafi magke fir ghahera ghav dete rahte hai..
or hum pagal us ko bhi mahobbat samaj lete hai... bus yahi khushfemi jinda rakhti hai varna usne bahot bar mar diya hai...

-Ami 'ANT'

Read More

barbad hone ke liye dushman ki jarurat nahi hoti sayar ak mahobbat hi sari kasar puri kar deti hai...

-Ami 'ANT'

bahot chhote sapne the mere ..
uski god me sar rakh ke sona..
uske hath me hath rakh ke beth ke bate karna..har behtar vakt me uska sath chahia tha...
kambkhat usne bade acche se samjaya sapne pure karne ke liye paise chahiye hote hai

-Ami 'ANT'

usne kaha tha tum na mili to mar jaunga ajj uske sath vakt gujarne ke liye pal pal tadap rahe hai log havao ki tara badal te hai janab mard ki mahobbat mosumo ki tara hoti hai jara si hawa chalti hai badal jati hai

-Ami 'ANT'