chura ke najrein tum door ja na sakoge,
laut aaoge jis roz fir mujhe pa na sakoge,
tere nashe me choor shayad jindagi ghul jaegi,
yaad karoge par ye kaya mil na paegi...
meri hasi fir se tum la na sakoge
laut aaoge kisi roz par mujhe pa na sakoge.

English Shayri by Ambalika Sharma : 111043303

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now