mein bhooli nahi hu
aaj bhi Sab yaad hai
Vo baatein, vo mulakatein,vo saugatein.
bhooli nahi hu kaise tumne mujhe sataya tha
Kabhi Kitna hasa kar, fir Kitna rulaya tha,

yaad hai Vo haste hue Tumhara mujhe dekhte dekhte ro Jana,
tham kar hath Baahon me mujhe samana.

Sab yaad hai..
Vo baatein, vo raatein

ishk Ki had kya hoti hai. tumse Milkar Jana tha Mene.
us khuda sa hota hai rab Ye mana tha meine.

English Blog by Ambalika Sharma : 111040118

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now