jb jb bhi Tujhe yaad kiya hai mene,
in aankhon se barsaat hui hai.
har din sau baras sa,
sau baras Ki har raat hui hai.
tanha hu duniya ke bheed me,
Bs khawabon me har baat Tere saath hui hai,

English Shayri by Ambalika Sharma : 111038688

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now