jindagi sau bahane deti hai bhoolne ke tujhe,
par ye dil koi bahana mane na.
Tujhe hi janti hai ye dhadkan,
kisi aur ko Kyun Ye Jane na.

milte to hai kai raahon me,
Kyun mein Rehna chahti hu Bs Teri panahon me.
aanhkein band to tu, khule to tu hi dikhe,
in khoobsurat chehron me bas Teri hi Surat basi hai nigahon me.

English Shayri by Ambalika Sharma : 111037837
Naranji Jadeja 8 year ago

ek aapke name ka pahela aksar leke kuchh line likhi hai

Naranji Jadeja 8 year ago

Ankhe jinki zeel si gaheri hai.Man jinka moti hai.Bago me jo baste hai.Aavaj me jinke agosh hai.Likhna jinka pesa hai.Is adao ka kaya kahena hai.Kasturi jesi jinki khusbu hai.Angur jese jinke mithe bol hai. Sarmili jinki har ada hai.Hasta huva jinka chera hai.Amurt may jivan jiska hai.Ruh jiski pak hai.Mera vo dost Anmol hai.

Naranji Jadeja 8 year ago

Unke intejaar ke maare hain hum, Bus unhi ki yaado ke sahare hain hum, Duniya jeet ke humein karna kya hain ab, Jise duniya se jeetna tha usi se hare hain hum.

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now