Kisi Ko Zyada Aazmaya Nahi Karte…
Apno Ko Kabhi Sataya Nahi Karte…
Chahne Wale Bhi Waqt Ke Lamho Ki Tarah Hote Hain…
Beet Jaaye To Laut Ke Aaya Nahi Karte.

Hindi Shayri by Naranji Jadeja : 111036827
Ambalika Sharma 8 year ago

kya baat hai.wah wah

Naranji Jadeja 8 year ago

Doob Jata Hun Unki Aankhon Mein Gahri Jheel Hain Unki Aankhein Bah Jata Hun Unki Aankhon Mein Bahti Nadiya Hain Unki Aankhein Kho Jata Hun Unki Aankhon Mein Atha Sagar Hain Unki Aankhein Jal Jata Hun Unki Aankhon Mein Jwala Mukhi Hain Unki Aankhein Bheeg Jata Hun Unki Aankhon Mein Kali Ghata Hain Unki Aankhein Kya Se Kya Ho Jata Hun Unki Aankhon Mein Kaisi Aur Kya Balaa Hain Unki Aankhein..

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now