Tamannao ka sagar bahuth bara hai
Ki is sagar se do boond chun lo
Zindagi ka safar hai lamba itna
Is main apne haseen sapno se tamannaon ka chadar bun lo
Tumhara saath mila hai mushkil se
Ab mulakat ki ghari ko intezaar karne do
Mohabbat ke sholey bhadaktey hain maddham
Waqt ka takazoo hai,tumhari aas,tumhari pyaas badhne do
__________________