lakiro ko badlte dekha hain main naseebo ko ajmake dekha hain maine...
alfazo ko yuh istimal larte hue kuch sakhsiyato jana hain maine...
apne rooh ko apne badanse sirakte mahesush kiya hain maine...
har alam ko yuh moodte hue bhi pahechana hain maine...
akhri palo main bhi uthkar yuh nigahe ko talashte hue nigahose aitbaar karte hue jana hain maine....
kyu ki maine bhi pyaar kiya tha....
-deeps gadhavi