Motivation Status - Main Sab Se Alag Kyu Hun?
Kyu ki main sirf apne aap se pyar karta hun,
Main sirf apne man ki sunta hun, main sirf apne man ki hee karta hun
Aap apni life main hamesha kuch na kuch Goals rakhiye, purpose rakhiye kyu ki bina Goals aur purpose ke Zindagi bilkul jee nahi ja sakti hain.
Scientists ka sapna hota hain ki vo Chaand par jaaye par jub vo chaand par nahi ja pate hain na toh unki Zindagi barbaad ho jaati hain kyu ki unki life main Chaand par jaana aek bohot bada sapna hota hain par jub vo sapna tut jaata hain tab vo kuch nahi kar paate hain, puri zindagi depression main nikal jaati hain kyu ki unka purpose hee khatam ho jata hain, Isiliye life main kuch na kuch karte rahiye taaki aapke jivan ka maqsad bana rahe ... Continue Reading :- https://www.tarakmehtaka.com/2020/06/motivation-status-main-sab-se-alag-kyu.html