Vibhinn logo mai se ek mn mera hai
Ye jag ka ek feara hai
Nanha sa panchi ud aata hai iss duniya mai
Thak jata hai budha panchi udte udte too khushi se apni iss sansar ko chod jaata hai
Mn to sansar ka ek phera hai
Veyakhul mn ko deraj dekar thoda sa khud ko bhi samjhana hai
Rang birangi iss duniya mai aj bhi koi berang sa hai"-Shweta"
Ool jaalool baato se kyu darte ho
Mn ko thoda shaant chit kyu nahi rakhte ho
Ye vipada ki ghaadi door ho skti hai
bss thoda dheeraj kyu nahi rakhte ho
Mn ke sagar ko vo paar kr skta hai
jo vibhinn logo mai se khud ko smj skta hai
#Various

Hindi Poem by Shweta Singh : 111397139

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now