Aisa nhi tha ki mene koshish nhi ki..Aisa bhi nhi tha ki mere pyr me koi kami thi Mene dua bhi mangi sajde bhi kiye aur parhez bhi aansu bhi bahaye or hath bhi jode or sab se badh kr khud ko hi badal diya... Jo kar sakti thi sab kiya magar jise jana hota hai wo chala jata h..
#Shivan