शिकायतों की भी
ईज़्ज़त है, हर किसी से
नहीं की जाती...
Sources : don't know
Ham kabhi kabhi yaa shayad aksar kuchh logo ko apni zindagi me thode zadaa hi maaune de dete hai or jab voh hamse apne dukh na sahi khusiya bhi naa bate tab unki khusiyaa dekh ke naa dukh hota hai ke unki khusiyo me samel hone kaa toh hak tha mera!
Voh itna zaroori or me itni aam si kese?
Or zada taklif tab jab hame kisi or se unki khusiyo ke baare me pata chale... Lekin jab unho ne khusiyo me samil hone ka hak naa diya
Toh sikayat karne kaa hakk b nahi denge samaj jaao! Jaha ho whi rook jao! Khud ki kadr karo bass sikayat karne se theher jao
#yayawargi #nothingness #me #sealove

Hindi Blog by Yayawargi (Divangi Joshi) : 111248702

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now