Kass tu aye kisi rat yun hi apni yadon ki tarah ..
Kass tu aye kisi rat is har taraf fyle andhere ki tarah ..
Kass tu aye or cha jaye rochni Hi har jagah .
Kass tu ayee kisi rat isi chamakte chand ki tarah ..
Kass tu aye , aaa kar sine se lagale mujhko , meri ghutti sanson ko sahara de de , meri behnti ankhon ko kandha de de ,
Kass tu ayee kisi rat mere tadapte dil ko rahat ki tarah ,
Kass tu aye kisi rat is ghane badal ki tarah, in tamam bechainon me rahat ki tarah , kass tu ayee ,
Kass tu aye .. kisi raattt , yun hi apni yaadon ki tarah...
_kashwii..