Quotes by Sanjana in Bitesapp read free

Sanjana

Sanjana

@sanjana1499


Yatharth satya kabhi badalta nhi
koi insaan siddha chalta nhi
Lagti hai thokar, tutata hai bharosa
Tab insaan chalna hai sikhtaa.

U hi logo ne sharafat ko badanaam nhi kar rakha
Zarur unhone bhi sharafat ka swaad liya hoga
Khayi hogi thokar itni ki apna rasta hi kaam se kaam bna liya
Shyad islea toh sharafat ko itna badnaam kr rhakha hai.

By Sanjana

Read More