Quotes by Parth Inamdar in Bitesapp read free

Parth Inamdar

Parth Inamdar

@sadhusaadhya
(14)

insaan hi tha..
ab koi chiz ban chuka hoon..
isi duniya se tha..
ab khayalon mein kho chuka hoon
ab to khabar lene wala bhi nahi raha..
to khudka ishtihaar akhbaar mein de chuka hoon..
-sadhusadhya