Quotes by Aradhana Rai in Bitesapp read free

Aradhana Rai

Aradhana Rai

@raihimanshu31gmail.com3270


Meri Avilasha
meri Avilasha h
unche Manjil ko chhone ki
meri ichha h is jagat ko kuchh kr dikhane ki
"Main nishay bachcho ko aage badhana chahti hu
hr bachcho k sapno ko sakar karna chati hu
Unhe jindagi m aage badhne ka ek naya roop dena chahti hu
unhe chidiyo ki tarah khule aasmaan m udana chati hu
un bachcho ko duniya ki hr khushi dena chahti hu
is jaha ko main apni dasta sunana chahti hu
✍️✍️✍️🌹🧚🙏

Read More

He sarswati ma
vidhya ma
main pratidin aapki adhyayn,pathan, pathan ka kary khud v karti hu
aur bachcho ko v karti hu
agar mujhse us kary m koi galti ho jaye to mujhe 🙏🙏 maf karna

hii

meri ek chhoti si abilasha,
h udane ki h is khule aasmaan mein 🧚✍️

Hawa mai hawa,mai basanti hawa hu,
Suno baat meri ek anokhi hawa hu,
jidhar chahati hu udhar ghumati hu,
Hawa mai hawa mai basanti hawa hu ✍️🧚😘