The Download Link has been successfully sent to your Mobile Number. Please Download the App.
Continue log in with
By clicking Log In, you agree to Matrubharti "Terms of Use" and "Privacy Policy"
Verification
Download App
Get a link to download app
POEM - MERE DESH KE LIYE MERA PAHLA VOTE Main 18 ka ho chuka hun Chunav ka samay chal raha hai Soch Raha Hun kise vote dun Apni vote ki kya kimat lagaun Chalo 1000 hajar bol deta hun Suna hai pichhali bar Ek vote ki kimat 3 se 4000 pahunch Gai thi Aisa karta hun ? Ki Main Thoda intezar kar leta Hun Kya pata 4000 mil jaaye Mere pados ke bhai ko Ek peti sharab Mili Hai Or kuchh Dinon Se vo roj Chunav prachar mein bhi Lage Hain Roj hajar 1000 rupaye milte Hain Jo unki majduri se bhi adhik hai (1000 rupe or ek botal sharab ke liye Use Neta ko vo 5 sal jhelane ke liye taiyar hai) Ek Neta Jo Paisa Pani ki tarah Baha Raha Hai Kya yah Paisa uska hai Nahin bhai Yah Mera Paisa hai aur aapka bhi Jo yah humse Hi loot kar Humko hi de raha hai Main 18 ka ho chuka hun chunav ka samay chal raha hai soch Raha Hun kise vote dun apni vote ki kya kimat lagao yah Mera pahla vote hai to chalo hajar 1000 bol deta hun Poet Naveen
मन में कुछ भरकर जियोगे | तो मन भर कर कैसे जियोगे | एक इंसान जिसे तुम बेहद प्यार करते हो। बिना उसे बताए तुम कैसे रह पाओगे. सोचा तो तुमने बहुत कुछ है? उसके लिए क्या तुम वाकी ? वह सब उसके लिए कर पाओगे. एक इंसान. जिसे तुम बेइंतेहा प्यार करते हो। उसे बिन बताएं कैसे रह पाओगे मैं ऐसी परिस्थिती में हूं ? किसी से सोच नहीं मिलती। किसी से ख्वाब नहीं मिल्ते एक इंसान मिला तो है मुझे क्या उसे ? तुम अपने जीवन के अंत समय तक रोक पाओगे एक इंसान जिसे तुम बेइंतेहा प्यार करते हो बिना उसे बतायें तुम कैसे रह पाओगे ?
poem:-Bahut Dinon bad ek kavi aya hai Hath mein Kalam liye aur apni chhoti Si diary lekar Kavi Kuchh likhna chahta Hai Vo sari baten Jo itne Dinon Se uske bhitar hai Dur kahin Kisi purane ped ke niche baith Vah likhane ke koshish kar raha hai Kalam uthakar bhi vah aaj Nahin likh Pa Raha bhavnaon aur shabdon ka Bhandar hai uske andar lekin aaj kalm usse Ruth kar baithi hai Aaj Kavi khud ke bhitar ki awaaz se lad raha hai Kabhi kuchh likhna chahta Hai Lekin Aaj uski Kalam usse Ruth kar baithi hai Bahut Dinon bad ek Kavi Aaye Hain Socho-Kya tumne kabhi socha Hai Kya vastav mein kavi vah sab likhate Hain Jo vastav mein likhna chahta Hai Poet:-naveennitwal
Copyright © 2025, Matrubharti Technologies Pvt. Ltd. All Rights Reserved.
Please enable javascript on your browser