The Download Link has been successfully sent to your Mobile Number. Please Download the App.
Hey, I am on Matrubharti!
Qabiliyat Khudme Ho To Duniya Qadra Karti Hai , Kisike Daye Baye Khade Hone Se Kirdar Unche Nahi Hote 🔥🔥🔥
This is my reply to you MITHUU .....
Kisiko Batana Maat Mein Tumhare Liye Roo Deta Hun , Duniyaan Mein Ye AFWAH Hai Mard Rote Nahin ....
Usne Chaha To Sambhalkar Rakhegi Mujko, Meine Suna Hai Aurat Apne Pasandida Mard Par JAAN VARR DETI HAI.... 🔥🔥🔥🔥🔥
Mithuu Samajna Ye Lines ... Bass Itni Si Umarr Chahiye Mujhko, Na Marun Tujse Pehle , Na Jeun Tere Baad .........
Mein Chahu To Dekh Sakta Hu , Tere Alawa Bhi Koi Aurr, KAMBAKHTT Ye Ankhein Daga Nahi Karti ❤❤❤❤❤
Mere Masroof Lamho Me Shamil Hai Teri Yaadein , Zara Soch "Mithuu" Mere Khali Waqt Ka Kya Haal Hogaa ......
Uskee Samne Mera Zikrra Toh Chhedoo, Chehree Ka RANG Bateyega MAQAAM Mera ...... ❤❤❤❤❤
Humne Harr Dukh Ko Mohabbat Ki Aziyaat Samjaa , Hum Koi Tum Thhe Jo Tumse Shikayat Kartee .... Ki Mohabbat To Siyasat Ka Chalan Chhod Diya Humne , Hum Agar ISHQ Na Karte To HUKUMAAT Karte ....🔥🔥🔥🔥🔥
Aaye Hayee .. What A Linee Ishq Zeher Se Shart Lagaya Karta Tha 🔥🔥🔥🔥
Continue log in with
By clicking Log In, you agree to Matrubharti "Terms of Use" and "Privacy Policy"
Verification
Download App
Get a link to download app
Copyright © 2026, Matrubharti Technologies Pvt. Ltd. All Rights Reserved.
Please enable javascript on your browser