Quotes by Kritika Sharma in Bitesapp read free

Kritika Sharma

Kritika Sharma

@kritikasharma427620

🥰Jo kaanton se ladna jaante hain, raaste mein laakh kaante biche hon tab bhi wo udna jaante hain,
Hausle jinke aasman chhoote hain, wo akele hokar bhi apni kismat 👊khud likhna jaante hain.
- Kritika Sharma

"Raat ka sannata aur saath mein ye baarish ki boondein, bas tumhara hi naam leti hain,
Tum bin kaise beetegi ye raat hamari, har dhadkan bas yehi sawaal karti hai."

- Kritika Sharma❤😘💕