Quotes by pink lotus in Bitesapp read free

pink lotus

pink lotus

@krishnatadvi838176
(7.4k)

ek bdi sundar si ghatna he 🌸
ek bhagat shiv ji se rutha hua tha
bola shiv tum bulaoge to me aauga
fir jb kitne din hue shiv ne nhi bulaya
tb shiv se kehta he ki me khud aa rha hu
bimar hone ke bavjud voh gya
ghar s ejate vkt socha
uske liye kya le jau? khali hath kese jau?
fir bhi voh nikl pda
mandir gya or hath jod muskura kr usse dekha niche matha teka
or shiv se bolta he
he shiv tumne to muje bulaya nhi!
dekho me khud chla aaya
ya sayd tumhare bulane se hi me bhaga bhaga aaya!
mene soch soch khud ko itna pareshan kiya
to utar bs ek aaya
ki me tumhare liye apne bhavnao or samarpan se bdh kr kuchh laa nhi skta na tumhe de skta hu
kyuki
mere ishvar tune hi to sb diya he or voh sb pehle se tumhare pass he
tera hi to diya hua he
me tuje pani chadhau bs ek lota bhar! kyu?
Tu to apne sar pr jta me ganga dhre hue betha he!
me tuje pushp chdhau! kyu?
tuje to unpushpose koi moh nhi!
me tuje dhatura du! pr tum to khud jeher
gle me dharan kr bethe ho!
na tumhe kisi chiz ka moh he
na sb tumse alg
diya hua sb tera he
ek alakh bhikhari tumhare dhvar aaya he
socho jra shiv !
ek bhikhari tumhe kya dega
jiski joli khud tum bharte ho
ab mere nath ka diya hua me use vaps kese lotau!! ❣️
mere pass mere alava sayd ye ml mutra or haddiyo se bna dhacha bhi tere layk na
pr me iske andr bsi voh bhavnaye voh prem voh samarpan ke alava tuje kuchh or de bhi to na skta!

om shiv gorksh❣️🙏🌸
har har mahadev

Read More

जिस सागर से आई थी
उसी सागर मे जाउंगी
मे आसमान की मछली थी
मे उसी मे खो जाउंगी
जिस रूह का भाग हु
अंत मे उसी मे एक हो जाउंगी
शिव शिव गोरख करते करते
उनके भीतर बस जाउंगी।

by:pink lotus❣️🌸

aadesh🙏🌸

Read More

mulakat adhuri nhi
na aakhri he
badlte rehna
yhi jivn ka stya he
no things are stable

by:Pinklotus❣️🌸

control what you can
and
let go of what you can't

by:Pinklotue 🌸❣️

isse pdhe 👍❣️ye mene new likhi he sayd aapko pasand aaye or sikhne bhi mile
agr koi he jo problms me fssa he to zarur pdhe sayd help ho jayegi 🌸❣️👍

dushro ke karn apne jivn ka aand na lena
yh jivn ka apman he ❣️
by:great Cerector asur 🔥

kashar dhoke vaha milte he..
jaha pura bharosa hota he ❣️..

tum pyaar ki sb se pyaari murt ho maa❣️🌸

तेरा धुना मेरा दर
तेरा नाम मेरा घर ❣️
ओम शिव गोरख ❣️🌸🙏

aghor subidha me nhi
sunya tame mile 🙏❣️