Quotes by Fathima Salim in Bitesapp read free

Fathima Salim

Fathima Salim

@fathimasalim3505


Sabr..jo kahna aasan hai
Par nibhana uthna hi mushkil.
Aaj dhuniya jaham tumhe khade ho
Wahim thume rahna padtha hai.
Ek khatham bhi thumhe soch samachkar rakhna padtha hai.
Samaaj itna badhal chuka hai ki
Apne aapko bhi dar se dhekna padtha hai aur ek dhoosare ko bhi..
Jinko hum athankavadhi ke nasar se dekh rahe the ..
Joh hum khudh ban chuke hai abhi..
Har taraf corona hi sunna padtha hai..
Jiske paas sab sare hal ke liye jaathe the
Woh bhi apna dharvasa bandh kar chuke hai.
Gar pe hi bhaitogi.. Jo sun sun ke thake hue sabhi ko aaj puraskar de rahai sarkar bhii
Jho chutti bachon ko milte the
Woh abhi sare log ko milthe hai
Ek hafta kaam aur poore doh hafte lockdown.
Poore duniya ko bhulake karne wale shaadhi bhi ab parivaar honge thoh wahi kaphi.
Is saal thum zinda hai tho shayad thumhe padmasree bhi mil sakthe hai
Kya kya kamal hai zindagi ka
Apna dyan rakhiye apne gar pe hi bhaitke
Yahi sapka nara ban chuke hai
abhi
Dhooriyom se zindagi baato
Warna wahi khatam sara khel
Kal kya hoga, kya hone wale hai
Sab upar wale (sarkar) ke haath mein hai abhi
Sabr rakhiye.. Iska andh bhi hoga ek na ek din ...


#kavyotsav -2

Read More

Zindagi ka khel bhi ajeeb hai
kabhi kabhi
Kis mod par humein khada kar dhenge woh kabhi socha hi nahin
Kehte hai ki intezaar ka phal meeta hota hai
Lekin intezaar karte karte sab kuch peeche rah jaathe hai kabhi kabhi
Jab bhi nastheek ane ko sochte hai hum log
Keechkar kabhi aur rukva dhethe hai hamein
Kya yahi zindagi humesha humein sikhana chahathe hai kya ?
Jawabhon ke doond thei hi
kuch aur saval aa jadha hai zindagi mein
Kushiyon ke doond the hi nikal jaathe hai vakth
Dooriyon se hi khushiyan bhatna padtha hai humko kabhi kabhi.
Kya yahi hai zindagi

#Kavyotsav - 2

Read More