Quotes by Prashant Singh in Bitesapp read free

Prashant Singh

Prashant Singh

@devilsgaming851136
(11.7k)

Main sunaun kaise apni shayari tujhe…
Tu door ja chuki hai
Jaise sardi, garmi se
Main uljha hoon apni hi barbaadi mein…
Isiliye ab main bolta hoon… dheere se, narmi se
Filhaal…
Main tabah hoon is garmi se…
- Prashant Singh

Marne ke bad agar dikha main kabhi
To thoda pila Dena
Jyada nahin mahine Mein ek bar
Mujhe mera ek purane shauk Chadha dena
Agar Ho Gaya pagal mein
Tum mujhe thoda samjha dena
Hunar Hai Tere pass
Apna waqt mat gaba dena
Agar Ho Gaya barbad mein
Mujhe gale se laga lena
Agar Main Bach Gaya marne ke bad bhi
Jyada nahi bus thoda pila Dena
Raste per dikha agar mangte khairat
Mujhe Tum samjha dena
Kya kar raha hun main
Mujhe Jara Bata dena
Agar Mar Gaya Main
To mujhe Aag Laga Dena
Bus Aag Laga Dena

Read More

Mujhe Aisa lagta Hai Ki Ab Main Mar jaunga
Agar Na mara to pata nahin FIR kidhar jaunga
Yu awaro Ki tarah bhatkana bhi mujhe Raas nahin aata
Ab To Mera apna bhi mere pass nahin aata
Ab mujhe lagta hai ki main ab mar jaunga
Agar Main Bach Gaya to fir kidhar jaunga
Mere pass to ghar bhi nahin
Jo Main Laut aaunga
Ab tu hi bata a zindagi main kidhar jaunga

Read More

मैंने अपनी ज़िंदगी को मज़ाक बना दिया है,
ख़ुद को एक बंजर श्मशान बना लिया है।

अगर तुम्हें कोई शिकवा है,
तो आओ — मेरे अंदर उतर कर देखो,
मैंने ख़ुद को
तुम्हारी हर शिकायत के लिए
एक ख़ामोश क़ब्रिस्तान बना दिया है।

Read More

“Kuchh hi waqt mein meri umra bhar jayegi…
Soch yahi rahegi ya badal jaayegi?
Bas kuch ghanton mein ek aur saal poora…
Happy Birthday to me.”

“Kuchh hi waqt mein meri umra bhar jayegi…
Soch yahi rahegi ya badal jaayegi?
Bas kuch ghanton mein ek aur saal poora…
Happy Birthday to me.”

मेरे दर्दों का यूँ ही मज़ाक बनाया जाता है,
मैंने क्या–क्या सहा है…
वह धुएँ की तरह उड़ा कर बताया जाता है।

Aakhir mere saath hi aisa kyon hota hai…
Mujhe jo sabse azeez hota hai,
Wahi khota hai…

Kya main kuchh paane ke laayak nahi?
Ya meri kismat ne pehle se hi
yehi raasta likh rakha hota hai?

Jise bhi dil se pyaar karta hoon,
Jise sabse kareeb rakhta hoon…
Har baar wahi mujhe chhod kar chala jaata hai.

Kabhi kabhi sochta hoon—
Mere saath hi aisa kyon hota hai?
Jo mujhe sabse kareeb hota hai…
Aakhir har baar wahi kyun khota hai?

Read More

"Kaash vo mere khayalon mein aa jaaye,
Raat bhar apni baahon ka jadoo dikhlaaye.
Subah jaise hi nind meri aankhon se rusva ho,
Uski ek jhalak roshni banke samne aa jaaye."

Meri tabiyat ab kharab rahti hai,
Dil mein bas tumhari aane ki aas rehti hai.
Maine bhulana chaha tumko,
Par mujhse ab ye duniya udaas rehti hai.