The Download Link has been successfully sent to your Mobile Number. Please Download the App.
Continue log in with
By clicking Log In, you agree to Matrubharti "Terms of Use" and "Privacy Policy"
Verification
Download App
Get a link to download app
"करते हैं मेरी खामियों के तज़्किरे कुछ इस तरह… लोग अपने किरदार में फ़रिश्ते हों जैसे…"
Haunsla Ho Toh Badal Sakta Hai Toofaan Ka Rukkh............................ Log Nakaami Ko Kismat Ka Likha Kahtey Hain....................
Palat Kar Bhi Nahi Dekhi Teri Yeh Berukhi Humne.... Bhula Denge Tujhe Aise Ki Tu Bhi Yaad Rakhega
dur udd jaun gagan me pankh lagakar..... ek aisa ghar banaun, jahan khushiyan bina dastak ke aati ho... ek aisa ghar jahan gum ka naam bhi na janta ho koi..... ek aisi zindgi sajaun, jahan sirf aur sirf phoolon ki mehak ho.... kaanton ko to koi pehchanta hi na ho.... ek aisa aashiyan saja lun jahan sab kuch apna sa ho.... begano ka to jikr bhi na ho jahan... jahan har chehra muskurata hua nazar aaye.... khuda ki rehmat barse jahan..... jash ka aalam- sa bikhra ho har kone me.... jahan mere sapno ki rang ho deewaro par.... ek aisa ghar banaun jahan sab kuch mera ho... ek aisa ghar jahan mere apne khush ho..... ek aisa ghar jo ghar ke mayne batlata ho.... ek aisa ghar jo mera aur mere apno ka ho...
Yeh Na Pooch Kitni Shikayatein Hain Humein Tujhse Tu Bata Tera Koi Aur Sitam Baaqi Toh Nahi.....??
Copyright © 2025, Matrubharti Technologies Pvt. Ltd. All Rights Reserved.
Please enable javascript on your browser