The Download Link has been successfully sent to your Mobile Number. Please Download the App.
Continue log in with
By clicking Log In, you agree to Matrubharti "Terms of Use" and "Privacy Policy"
Verification
Download App
Get a link to download app
Pyaar ek aisa safar hai jo man ke raaste pe chalta hai, Har pal mein khushboo se, dil ki baat milti hai. Jab zindagi ka rang pyaar se bharta hai, To har dard bhi khud mein ek nayi kahani ban jaata hai." "Maine apni kahani 'Matubharti' dal di hai. Zaroor padhiye, lekin ek chhoti si baat hai - ek part do baar likha gaya hai. Ab edit nahi ho sakta, isliye jab 'bye bye' likha ho to aage mat padhe vahi pe kahani khatam hai aur part 2 kal ayega, Aapka feedback meri kahani ke liye bahut zaroori hai!"
Na goodbye kaha, na khud ko roka, Bas chala gaya jaise hawa ka jhonka. Dil ke kone mein aaj bhi wahi khamoshi hai, Yoongi door hai, par uski yaad har pal paas hi hai. 🥺🥺🥺 love you Suga 💜💜💜💜💜💜
Chhupa rehta hai sabse, par hum uska dard samajhte hain, Suga ke har lafz mein hum apna ehsaas rakhte hain. Wo kehata kam hai, par dil ki baat keh jaata hai, Army ke liye Yoongi ek singer nahi, ek sukoon ban jaata hai.
Dil mein na jane kaise itni jagha ban gyi... teri ak muskurahat mere. jine ki wajah ban gyi ..!
Kisi ki khushi ke liye khud ko bhula diya, Jo kabhi mera tha hi nahi, usse dil mein basa liya. Poochha kisi ne, itna dard kyu liya? Maine kaha, mohabbat thi… hisaab nahi kiya."
"Na sirf ek band, meri rooh ka sukoon hai BTS, Har udaasi ka ilaaj, har khushi ka junoon hai BTS. Jin palon mein sab ne chhod diya, Un palon mein mere saath tha sirf BTS. Unki muskurahat mere din ka noor hai, Aur unki awaaz meri raat ka sakoon hai
Class badli syllabus badla par meri ‘Padhai kal se shuru karungi’ wali aadat nahi badli
Success doesn’t come to those who wait, It comes to those who work when no one’s watching.” Stay strong, stay focused — and follow for more motivation!
रास्ते खुद बनाए जाते हैं, मंज़िलें इंतज़ार नहीं करतीं।” 2. “जो लोग ठोकरों से नहीं डरते, वही इतिहास बनाते हैं।” 3. “हर नई सुबह एक मौका है — खुद को और बेहतर बनाने का।” 4. “असफलता केवल एक मौका है, फिर से शुरू करने का... इस बार और समझदारी से।” 5. “लोग क्या कहेंगे, ये सोचकर मत रुको — तुम्हारी मेहनत, तुम्हारी पहचान बनेगी।”
Copyright © 2025, Matrubharti Technologies Pvt. Ltd. All Rights Reserved.
Please enable javascript on your browser