baat jab hogi gunaah ki..aapka zikr hoga.
baat jab hogi marhum ki..aapka zikr hoga.
girna to lazmi he gar raaho pe chalna he...
gar manzile roothi to ...aapka zikr hoga.
kal ki chaah me hum aaj ko sawaar lenge..
bita kal mil jaaye kahi to.. aapka zikr hoga
lafz to ab zahan ke galiyaron be baaki nahi.
dil se jab koi baat huy to.. aapka zikr hoga .
nahi koi saksh sa aayno se zaakta hame..
khud ki pehchan mili to.. aapka zikr hoga.