One of my favorite song of 90's serial.
Is rang badalti duniya mein
kya tera hai kya mera hai ,
Dekh bhai dekh …
Har shaam ke baad savera hai,
dekh bhai dekh….
kadam kadam par gaana hai,
hasna hai ,
rona hai,
jeena hai,
mar jaana hai,
yaani kuch kar jaana hai.
har lamha kahe yahi,
dekh bhai dekh,
haan dekh bhai dekh,
zamaana hai rangeen……………..