kalmaa tha sayad ya koi kahani..
pairo ki zanziro me baat to thi.
qaafilo ki samandar ne jaani jo majboori...
qatal ki khawish toofa ne rakhi to thi.
haath uthe bhi to batane lage khud ki tabaahi..
hoslo ko to puche uski kya manzile thi.
khuda jaanta teri har aajmaise ki badnami...
kyu rota he uski bhi to kuch tarkibe thi.
...